1 Saasu maa Apne 3 Damado ka pyar dekhne ke liye dariya me kud gayi

 1st damad ne bacha liya… . .
Saas ne use Car di.

:mrgreen: 2nd day fir kudi.

2nd damad ne bachaya, to bike mili.

:mrgreen:3rd day fir kudi . . .

3rd damad ne socha “Cycle hi reh gayi hai, kya fayda”


Aur saas doob gayi.

😛 Agle din us damad ko “Mercedes” mili..



Kaise…???


Sasur ne di…

😆